Aandhiyon me bhi jaise kuch chirag jala kartey hai,
Utni hi himmat e hausla hum bhi rakha kartey hai,
Manzilon abhi aur dur hai hamari Manzil,
Chaand sitarey to raahon me mila kartey hai.!!
Tuesday, 21 April 2015
Kitna Dur Nikal Gye Riste Nibhate Nibate, Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate, Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me, Aur Hum Thak Gye Mus...
Aandhiyon me bhi jaise kuch chirag jala kartey hai,
Utni hi himmat e hausla hum bhi rakha kartey hai,
Manzilon abhi aur dur hai hamari Manzil,
Chaand sitarey to raahon me mila kartey hai.!!
“धर्म” से “कर्म” इसलिए महत्वपूर्ण है, क्यों की –
“धर्म” करके भगवान से मांगना पडता है,
जबकि “कर्म” करने से भगवान को खुद ही देना पडता है ॥
Chu le aasman zameen ki talash na kar,
Jee le zindagi khushi ki talash na kar,
Taqdeer badal jayegi apne aap hi mere dost,
Muskurana seekh le wajah ki talash na kar.
छू ले आसमान ज़मीन की तलाश ना कर,
जी ले ज़िंदगी खुशी की तलाश ना कर,
तकदीर बदल जाएगी खुद ही मेरे दोस्त,
मुस्कुराना सीख ले वजह की तलाश ना कर.