Geele kagaz ki tarah hai zindagi apni,
Koi jalata bhi nahi aur bahata bhi nahi.
Is kadar akele hain raahon me dil ki,
Koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi…
Sunday, 20 March 2016
Kitna Dur Nikal Gye Riste Nibhate Nibate, Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate, Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me, Aur Hum Thak Gye Mus...
Geele kagaz ki tarah hai zindagi apni,
Koi jalata bhi nahi aur bahata bhi nahi.
Is kadar akele hain raahon me dil ki,
Koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi…
Kabhi-kabhi khud apni tarakki se bhi ho jaata naraz hoon main,
Isi bhaag daud mein khud apnon se door ho gaya aaj hoon main.
Jis aanchal ke saaye mein reh ke kisi laayak ban paaya,
Us maa se hi milne ko chand chhutti ka mohtaaj hoon main.